India Vs Australia Mumbai ODI Live | India (IND) vs Australia (AUS) 1st ODI 2020 Live Today Match News Updates From Mumbai Wankhede Stadium

avatar

Shared From Dlike

Aaj me baat karne jaa raha hu aaj ki match ke bare me jo ki india or Australia ke bich me huwe the. Australia team ne toss jit kar pehle gendbaji karne ka faisala liya tha. Aaj ki match Wankhede stadium, mumbai india me huwa tha.

India ki or se pehle bajjebaji karne Rohit sharma or Shikhar Dhawan aaya tha. Itna achha suruwat to nhi tha but fir bhi itna kharab nhi tha. Lekin Rohit sharma jyada lamba nhi khel paya tha unhone 10 run banakar out ho gaye the. Uske baad KL Rahul aay or dono milkar india team ko ek achhi situation me le gaya tha. Parantu ye dono jab out ho gaye the uske baad koi bhi khiladi jyada lamba nhi khel paya or 10 wicket ki nukshan par india team matro 255 run hi bana paya tha jo ki Australia team ke liye itna bada score nhi hai.

Break ke Baad Australia team ke openar ballebaj Aaron Finch or David Warner aaya tha jo ki Australia team ke rid ki haddi hai. Qki dono khiladi is wakt achhe form me hai or dono hi bahut lambe lambe sakke marne me mahir hain. Anyway dono khiladi suruwat se hi bahut achhe khele the. Bich me 1/2 bar out hone ka chanch the parantu unke aaj nasib achhe the isliye ohh bhi nhi huwe the or dono opener batsman ne 258 bana diya Australia team ko jeet dilai hain. 15 saal baad Australia team ne india ko 10 wicket se haraya hai isse pehle 2005 me india ko newzealand team ne 10 wicket se haraya tha. Ye india team ke bahut badi haar hai. Abhi agle match india vs australia ki 17 Jan ko honewala hai dekhte hain india team us din Australia ko takkar de sakta hai ya nhi. 


Shared On DLIKE



0
0
0.000
1 comments
avatar

Congratulations @hareshkumar! You have completed the following achievement on the Steem blockchain and have been rewarded with new badge(s) :

You distributed more than 600 upvotes. Your next target is to reach 700 upvotes.

You can view your badges on your Steem Board and compare to others on the Steem Ranking
If you no longer want to receive notifications, reply to this comment with the word STOP

To support your work, I also upvoted your post!

You can upvote this notification to help all Steem users. Learn how here!

0
0
0.000